Showing posts with label Saboot Fateha E Amwaat. Show all posts

▫Part --07 | ☀ SABOOT FATEHA E AMWAAT ☀
🍀 FATEHA NAAM KYUN?
✳ Zamana RISAALAT MA’AAB ke baad jin masayil aur ahkaam ke naam hamare daur tak mukhtalif asmaa aur mukhtalif tareeqo se tabdeel huye kisi ko ispar inkaar na hai na pahle na ab na hamaey na hamare mukhalifeen ko, iski fahursat taweel hai yahaan namoona mulaheza farmaye ~
☘ Khaerul Quran --- Khutba, Wa’az, Safa, Ashaab
☘ Daur e Haazir --- Taqreer, Lecture, Talib e ilm, Student
❇ Is mauzu ko lekar agar MUFTI FAIZ AHMED OWAISI SAHAB QIBLA likhna shuru karde to ek zakheem kitaab tayyar ho, naam badle kaam badle tareeqe badle
❇ Maslan ahle ilm maulana, allama, quran ke hifz karne waale ko hafiz wagaira wagaira bid’at e asma (Naam) pasand hain to esaal e sawab ke naam, fateha, suwam, daham, chahlam, gyarwi, urs bhi gawara karle lekin jis par WAHABI ka bhoot sawar ho wo gawara na karega.
✳ Lekin agar ye asma bid’at hain to tum bhi apne haan ki murawajja asmaa mazkoora wagaira badal de to ye aetraaz bhi uth gaya ki ye bid’at kabse shuru hain.
✳ Hum kahenge jabse tumhare alqaab, maulvi, maulana, hafiz, allama wagaira wagaira shuru huye

▫Part --06 | ☀ SABOOT FATEHA E AMWAAT ☀
🍀 MASLA:
Sawaab jisey bakhsha jaayega ALLAH TA’ALA ki rehmat waseey hai isiliye bakhshne waale ko bhi sawab milega aur jisey bakhsha usey bhi balke wo kitna hi an ginat kyun na ho sabko wo sawab taqseem ho kar naseeb hoga.
☘ ALLAH TA’ALA farmata hai, meri rehmat har shaey ko waase’y hai.
♻ DALAYIL FATEHA
❇ Jab hum AHLE SUNNAT aur DEOBANDI, WAHABI wagaira mutaffiq hain ki ESAAL E SAWAB (bil khusoos ahle amwaat) ko sawab pahunchta hai to phir in mukhalifeen ko aetraaz kyun sirf isliye k ma’tazila ke usool o aqayid (bahukm ibne abdul wahabi najdi zinda taabanda ho)
❇ Lekin jab tak ahle sunnat zinda hai kisi bhi murde mazhab ko sar uthaane nahi diya jaayega

▫Part --05 | ☀ SABOOT FATEHA E AMWAAT ☀
♻ FATEHA KE MUTALLIQ AHLE SUNNAT KA MAOQAF
✳ AHLE SUNNAT ke nazdeek badani aur maali ibaadaat ka sawab doosre musalmano ko bakhashna jaayez hai, jiska saboot QURAN O HADEES aur aqwaal e fuqaha se hai.
✳ Masla quran e kareem ne musalmano ko ek dusre k liye dua karne ka hukum diya, namaz e janaza ada ki jaati hai aur mishkaat baab fasal ul sadqa mein hai k hazrat saad ne kuwaan khudwakar farmaya ye saad ka kuwaan hai.
❇ Fuqaha ne esaal e sawab ka hukum diya, haan badani ibaadat mein nihayat jaayez nahi yaani koi shaks kisi ki namaz farz padh de to uski namaz ada na hogi haan namaz ka sawab bakhsha jaa sakta hai.
❇ Kyunke isme deobandi, wahabi ke kisi bhi muslim peshwa ko ikhtelaaf nahi aur ye sawab jaese zindo ko bakhsha (ata kiya) jaa sakta hai murdo ko bhi bakhsha jaa sakta hai aur wo sawaab unhey pahunch bhi jaata hai uska naam ESAAL E SAWAB hai.
✳ Isme siwaaye ma’tazila ke saabeq daur mein kisi ko bhi ikhtelaaf na tha aur ab bhi

▫Part --04 | ☀ SABOOT FATEHA E AMWAAT ☀
____________________________________
♻ NAJDI WAHABI DEOBANDI MA’TAZILA Ke NAQSH _e_ QADAM PAR
❇ Ma’tazila ke usool IBNE TAYMIYYA ne zinda karne ki koshish kee to usey bhi ULLAMA O MASHAIKH E AHLE SUNNAT ki himmat ne hamesha tak dafna diya, angrez islam ka azli dushman hai isiliye usne phir naye roop mein ma’tazila ka rang IBNE ABDUL WAHAB NAJDI mein bhara.
✳ Usi ki pairwi mein DEOBANDI WAHABI hum AHLE SUNNAT se bar sar paikaar hain tafseel ke liye “IBLEES TA DEOBAND” kitaab padhiye (InShaAllah hum koshish karenge k is kitaab se post banakar aap tak pahunchaaye).
♻ AQEEDA MA’TAZILA
✳ Ma’tazila kaha karte the ki marne ke baad insaan mar mit jaata hai isiliye uski maut ke baad na wo kisi ko koi fayeda de sakta hai na usey koi fayeda pahuncha sakta hai, aakhirat mein jab uthega to usey sirf o sirf apne amaal kaam denge.
❇ Dusre amaal ki to baat hi fuzool hai aur shafa’at to mehez dhong hai, unke muqaable mein

▫Part --03 | ☀ SABOOT FATEHA E AMWAAT ☀
____________________________________
♻ FATEHA YAANI ESAAL_e_SAWAAB Ke MUNKIREEN KA TA’ARRUF
✳ Saabeq daur mein ek gumrah firqa guzra hai usey ma’tazila kaha jaata hai wo itna taaqatwar firqa ban gaya ki salateen zamana (mamoon rasheed wagakra) jinke mashaheer unke ishaare par chalet the.
❇ Unhone sunni ayyima o ullama o mashaeq ko mazhabi taassub mein shaheed kardiya aur IMAM AHMED BIN HAMBAL jaisa ullama ko jailon ki azeeyato se dochaar kiya.
✳ Hamara aqeeda hai ki SUNNI MASLAK ka muhafiz khud ALLAH hai kyunki us waqt bhi aaj ki tarah SUNNI log be sahara the lekin ALLAH TA’ALA ne aesi gaibi madad farmayi ki wo salateen jo ma’tazila ke ishaare ke muntazir rahte the unhone hi ma’tazila ki aesi jadd kaati ki phir ma’tazila ka

▫Part --02 | ☀ SABOOT FATEHA E AMWAAT ☀
____________________________________
❇ FATEHA surah ka naam hai lekin chunki mayyat ke liye jab koi dua e khair ya khairaat ki jaati hai isme amuman surah fateha padhi jaati hai isiliye isey har tabqe mein fateha kaha jaane laga.
✳ Isiliye mukhalifeen ka ye sawaal hai ki fateha to bid’at hai aur ye ek rasam hai, in bewakufo ko kaun samjhaaye ki mayyat ko sawaab pahunchaane ka naam fateha hai aur uske tum bhi munkir nahi haan HUZOOR SARWAR E AALAM ke zamana e aqdas mein iska naam ESAAL E SAWAAB tha.
❇ Aur ab hum usey kabhi fateha, kabhi suwam, kabhi chahlam, daham aur kabhi saaliyana

▫Part --01 | ☀ SABOOT FATEHA E AMWAAT ☀
____________________________________
بسم الله الرحمن الرحيم
الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ
____________________________________
✳ ALLAH TABRAK WA TA’ALA ne insaan ko isliye paida kiya ki wo duniya mein uski ibaadat kare aur ek muqarrar waqt ke liye usko duniya mein bheja hai wo waqt guzaar kar usey apne khaaliq_e_haqeeqi se milna hai.
❇ Marne ke baad insaan ke amaal munqata hojaate hain, jab tak uske jism mein rooh thi usey har kaam par qudrat thi magar jaise hi rooh jism se nikal jaayegi usey ek SUBHAN ALLAH bhi kahne ka mauqa nahi milega.
✳ Marne ke baad usne jo nek amaal is duniya mein kiye wahi uske kaam aayenge aur kuch kaam na aayega magar 3 cheeze aesi hain jo usey marne ke baad bhi kaam aayegi ~
1). Sadqa e Jariya
2). Aesa ilm jis se nafa haasil hota ho.
3). Aur neyk aolaad jo uske liye DUA karey.
❇ Hazrat Anas رضي الله عنه se marwi hai ki wo HUZOOR NABI KAREEM Sallallahu Alaihiwasallam se riwayat karte hain ki meri ummat marhooma hai qabro mein maa gunahon ke daakhil hogi aur unse be gunah niklegi ki musalmano ke isteghaar se unko gunahon se paak kardiya

Subscribe to:
Posts (Atom)
Find us on facebook
Popular
Labels
Archive
Labels
- Anwar _e_ Shariat
- Bid'aat Ke Khilaaf Fatwe
- Bukhari Shareef In Roman
- Eid -e- Milad -un- Nabi ﷺ
- Fazail E Sahaba رضي الله عنهم اجمعين
- Haq Ki Bandagi
- Hazrat -E- Imam Hussain رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه
- Hazrat Ayesha Radi Allahu Anha
- Hazrat Khadija Radi Allahu Anha
- Hazrat Khizr Alaihissalam
- Huzoor ﷺ Wisaal ke Baad Bhi ZINDA Hain
- Ikhtiyaarat _e_ MUSTAFA ﷺ
- Ilme Gaib e Mustafa ﷺ
- IMAAN KYA HAI❓
- Imam e Ahlesunnat Aur Radde Bid'aat
- Ishq E Rasool Wa Tazeem E Nabi ﷺ
- KUNDEY Ki Haqeeqat
- Mix Topic Post In Hindi
- Mix Topic Post In Roman
- Muharram Me Kya Jayiz
- Namaz Ke Masail
- Namaz Ki Ahmiyat
- Pdf ISLAMIC BOOK
- Qurbani Ka Bayan
- Ramzan Sharif Ke Masle Masail
- Saboot Fateha E Amwaat
- Sachchi Hikayaat--Hissaa Awwal
- Safina _e_ Bakhshish
- Sawal-o-Jawab Session-1
- Sawal-o-Jawab Session-2
- Shahadate -E- Imam Hussain رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه
- Sharaab Noshi
- Sher (Lion)
- Taqleed Zaruri Kyu❓
- Waseela Aur Buzurgon Ke Aqeede
- Zalzala
- Zikr -e- Alahazrat
- अनवारे शरीअत (अच्छी नमाज़)
- आओ सच्चे हुसैनी बने
- कायनात का दूल्हा
- ख़ुत्बाते मोहर्रम
- ज़लज़ला
- जा_अल_हक़ व ज़हक़ल_बातिल
- तिहत्तर में एक
- नमाज़ के मसाइल
- बारहवीं का चाँद
- बुख़ारी शरीफ - हिंदी
- मुह़र्रम में क्या जाइज़? क्या नाजाइज़?
- मोजिज़_ए_लुआबे दहन
- रमज़ान स्पेशल
- लुआबे दहने मुस्तफ़ा ﷺ
- शराब नोशी
- शेर (Lion)
- सच्ची हिकायत
- सच्ची हिकायात--हिस्सा अव्वल
- सवानेह हयात
- सुबहे शबे विलादत
- हज़रत इमाम हसन रदिअल्लाहु अन्हु
- हज़रत खिज़्र अलैहिस्सलाम
- हिंदी हदीस-ए-पाक
Blog Archive
-
▼
2020
(121)
-
▼
December
(21)
- यूसुफ़ अलैहिस्सलाम और आईना
- बेसिबाती दुनिया
- तेरह सौ साल(1300) की उम्र का बादशाह
- सौतेली बेटी
- सुलेमान अलैहिस्सलाम और मलक-उल-मौत
- माँ की ममता
- सुलेमान अलैहिस्सलाम का फ़ैसला
- एक अज़ीमुश्शान हुकूमत
- ठंडा चश्मा
- पत्थर की ऊँटनी
- तूफ़ान बाद
- जानवरों की बोलियाँ
- हज़रत मूसा व हज़रत ख़िज़्र अलैहिस्सलाम
- क़ातिल का सुराग़
- सामरी सुनार
- बनी इस्राईल की गुमराही
- हज़रत मूसा अलैहिस्सलाम और एक बूढ़िया
- नमक हराम ग़ुलाम
- फ़िरऔन की हलाकत
- खून ही खून
- जुएँ और मेण्ढक
-
▼
December
(21)