Showing posts with label Fazail E Sahaba رضي الله عنهم اجمعين. Show all posts
Showing posts with label Fazail E Sahaba رضي الله عنهم اجمعين. Show all posts

Fazail E Sahaba رضي الله عنهم اجمعين, | Parts Wise Link

▫Part 01 | ☪ Fazail E Sahaba ☪ رضي الله عنهم اجمعين

بسم الله الرحمن الرحيم
الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم

☪Sahabi Kehte Kisko Hai ?

🏵Sahabi Woh Khushnasib Momin Hai Jinhone Imaan Wa Hosh Ki Halaat Me Ek Nazar Huzoor Nabi E Rahmat صلى الله عليه وسلم ko Dekha Ya Unhe Huzoor صلى الله عليه وسلم Ki Sohbaat Naseeb Huwi Ho Phir Imaan Par Khatmaa Bhi Naseeb Huwa Ho.

Masla 01 :

🏵Hazrat Sayyidna Abdullah Ibn Maktoom رضي الله عنه Aap Nabina The Chunki Aapne Jahiri Aankh Se Huzoor Nabi E Rehmat صلى الله عليه وسلم Ka Deedar Naa Kiya Par Huzoor Nabi E Rehmat صلی اللہ علیہ و سلم Ki Sohbat Mili To Ye Bhi Sahabi Huwe.

Masla 02:

🏵Sahabi Hone K Liye Imaan Par Khatma Shart Hai Jo Log Pehle Imaan waale the baad Me Murtad Huwe Aur Musailma Kazzab Par Imaan Le Aaye Wo Sahabi Nahi Hai.

Masla 03 :

🏵Kisi Buzurg Ne Khwab Me Bajahir Huzoor Nabi E Karim صلى الله عليه وسلم K Wisaal k baad

▫Part 02 | ☪ Fazail E Sahaba ☪ رضي الله عنهم اجمعين

بسم الله الرحمن الرحيم
الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم

☪Sahaba E Kiram رضي الله عنهم اجمعين Ka Darja

🏵Har Nabi عليه السلام K Saathi Huwe jinhe Hawari Kaha Jata Hai Jis Tarah Huzoor Rehmat E Aalam Hazrat Muhammad E Mustafa صلى الله عليه وسلم Tamam Nabiyo Me Sabse Afzal Makam Rakhte Aur Sabke Sardaar Huwe,

🍀Aap ki Ummat Tamam Nabiyo Ki Ummat Me Sabki Sardaar huwi Us Tarah Aap Ki Ummat K Wali Auliya Ulema Bhi Sab Tamam Ummato k Auliya Ulma k Sardar Huwe Hai,

🏵Sahaba E Kiram رضي الله عنهم اجمعين Ka Makam Bhi Us tarah k Dunya Ki Tamam Ambiya عليه السلام k Hawarin se Badke Makam Aur Martaba Huzoor Rehmat E Aalam صلى الله عليه وسلم k Sahaba Huwe

🍀Koi Gaus Kutoob Abdaal Kitna Hi Amal kare Kisi bhi Makam ko Pahoche Hatta k Aakhir Din tak Aane Waale Insaan Bhi Jama Hojaye to bhi Makam E Sahaba k Ird Gird nahi pahuch Sakte Hai Aur Ho Bhi Kyu Naa Unhe Sohbat Bhi To Tazdaar E Kaynaat Hazrat Muhammad E Mustafa صلى الله عليه وسلم ki Mili Hai.

🏵Aur Phir Tamam Sahaba Ka Bhi Darja Ek Jaisa Nahi Ahle Sunnat Wa JamaatKa Ispe Izma Hai k

▫Part 03 | ☪ Fazail E Sahaba ☪ رضي الله عنهم اجمعين

بسم الله الرحمن الرحيم
الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم

☪Quraan Aur Sahaba E Kiram رضي الله عنهم اجمعين

🏵Quran E Mukaddas Me Jamat E Sahaba k Manakib Aur Fazail Me Beshumar aayat Mauzood Hai Ye Wo Mubarak Jamaat hai k jinko samjhe bina Quran Nahi Samjha Jaa sakta Hai

🍀Quran ki aayat Farman E Ilahi Aur Irshadat E Nabvi Ko Dunya Me Failane waale Jamat wo ye sahaba ki jamaat hai.

🏵Yaha Hum Kuch Aayat E Karima Fazail E Sahaba par pesh kar rhe hai.

☪Imaan Laana Hai par Kaise ?

Ayat 01 :

وَإِذا قيلَ لَهُم آمِنوا كَما آمَنَ النّاسُ قالوا أَنُؤمِنُ كَما آمَنَ السُّفَهاءُ

🏵“Aur Jab Unse Kaha Jaaye Imaan Lao Jaise Aur Log Imaan Laaye To Kahe Kya Hum Ahmako Ki

▫Part 04 | ☪ Fazail E Sahaba ☪ رضي الله عنهم اجمعين

بسم الله الرحمن الرحيم
الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم

☪Sahaba K Imaan Par ALLAH Tabarakwatala ki MOHAR HAI.

Ayat 02 :

أُولٰئِكَ كَتَبَ في قُلوبِهِمُ الإيمانَ وَأَيَّدَهُم بِروحٍ مِنهُ ۖ وَيُدخِلُهُم جَنّاتٍ تَجري مِن تَحتِهَا الأَنهارُ خالِدينَ فيها ۚ

🏵“Ye Hai Woh Log Jinke Dilon Me ALLAH Ne Imaan Naqsh Kar Diya Aur Apni Taraf Ki Rooh Se Inki Madad Farmayi Aur Inhein Baagon Mein Le Jayega Jinke Neeche Nehrein Beh Rahi Hai, Hamesha Rahenge Unmein”
📜Surah Mujadilah Ayat 22

🍀Ayat E Karima Me Sahaba K Dilo Me Imaan K Naqsh hone ki baat kahi gayi ab Yaha Naqsh ka Kya Maana Hai Ek Misal Se samjhe Jab Deewar me kisi cheez ko tarash kar uspe Naqsh karde to wo mithaya nahi jaa sakta Is tarah Naqsh karda Imaan Sahaba Ka huwa aur ye naksh ALLAH tabarakwatala ne kiya

▫Part 05 | ☪ Fazail E Sahaba ☪ رضي الله عنهم اجمعين

بسم الله الرحمن الرحيم
الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم

☪Sahaba Se ALLAH Razi Aur ALLAH Se Sahaba Razi Huwe

Ayat 03 :

رَضِيَ اللَّهُ عَنهُم وَرَضوا عَنهُ ۚ أُولٰئِكَ حِزبُ اللَّهِ ۚ أَلا إِنَّ حِزبَ اللَّهِ هُمُ المُفلِحونَ

🏵“ALLAH Unse Razi Aur Aur Wo ALLAH Se Razi Uske Rahmat Aur Karam Se Yeh ALLAH ki Jamaaat Hai Sunta Hai ALLAH Hee Ki Jamaat Kamyab Hai ”
📜Surah Mujadilah Ayat 22

🍀Jamat E Sahaba Se ALLAH raazi Huwa Aur Wo Log ALLAH se raazi huwe kamyab huwe Aur Is jamaat Ko HIZBULLAH kaha Gaya yaani ALLAH Ki jamaat

🏵Ab Koi Shia rafzi kahe k ye Hizbullah Naa the to yakinan wo aur Uska aqeeda Quran Se To milta nahi yaani wo tafarka baaj Fitna Parast Khatmal Hai Maloon Hai Jinka Islam Aur Quran se koi lena

▫Part 06 | ☪ Fazail E Sahaba ☪ رضي الله عنهم اجمعين

بسم الله الرحمن الرحيم
الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم

☪Farmaan E Mustafa صلى الله عليه وسلم Sahaba K Fazail

🏵Koi Kitna Hi Amal Karle Sahaba k Martabe Ko Nahi Paa Sakta

Hadees 01:

🏵Hazrat Abu Hurraira رضي الله عنه se rivayat hai k Rasool Allah صلى الله عليه وسلم ne Irshad Farmaya
"Mere Sahaba Ko Bura Mat Kaho, Mere Sahaba Ko Bura Mat Kaho (Do Martaba Farmaya)

🍀Qasam Hai Us Zaat Ki Jis Ke Qabza E Qudrat Me Meri Jaan Hai Agar Tum Mein Se Koi Uhad

▫Part 07 | ☪ Fazail E Sahaba ☪ رضي الله عنهم اجمعين

بسم الله الرحمن الرحيم
الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم

☪Sahaba Ko Huzoor صلى الله عليه وسلم Ki Sohbat Ka Azr E Azeem

Hadees 02:

🏵“Hazrat Nusair Bin Zu’look رضي الله عنه Riwayat Karte Hain Ke Hazrat Abdullah Bin Umar رضي الله عنه Farmaya Karte They Ke Huzoor Nabi E Akram صلى الله عليه وسلم Ke Sahaba Kiram Ko Bura Mat Kaho

🍀Kyun Ke Huzoor Nabi E Akram صلى الله عليه وسلم Ki Sohbat Mein Guzara Huwa Un Ka Aik Lamha

▫Part 08 | ☪ Fazail E Sahaba ☪ رضي الله عنهم اجمعين

بسم الله الرحمن الرحيم
الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم

☪Jo Sahaba Ko Takleef Pahuchaye Usne Huzoor صلى الله عليه وسلم Ko Takleef Pahuchayi

Hadees 03:

🏵“Hazrat Abdullah Bin Mughaffal رَضِیَ اللهُ عَنْهُ Se Riwayat Hai Ke Huzoor Nabi E Akram صلى الله عليه وسلم Ne Farmaya :

🍀˝Mere Sahaba رضي الله عنهم اجمعين Ke Baarey Mein Allah Ta’ala Se Daro, Allah Se Daro Aur Mere Baad Inhe Tanqeed Ka Nishaana Na Banaana,

🏵Kyun Ke Jis Ne In Se Muhabbat Ki Us Ne Meri Wazah Se Un Se Muhabbat Ki Aur Jis Ne Un Se Bughz Rakha Us Ne Mere Bughz Ki Wazah Se Un Se Bughz Rakha

🍀Aur Jis Ne Unhey Takleef Pahunchaayi Us Ne Mujhey Takleef Pahunchaayi Aur Jis Ne Mujhe Takleef Pahunchaayi Us Ne Allah Ta’ala Ko Takleef Pahunchaayi Aur Jis Ne Allah Ta’ala Ko

▫Part 09 | ☪ Fazail E Sahaba ☪ رضي الله عنهم اجمعين

بسم الله الرحمن الرحيمالصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم

☪Sahaba k Mutallik Huzoor صلى الله عليه وسلم Ki Wasiyat Aur Nasihat

Hadees 04:

🏵“Hazrat Jaabir Bin Samurah رضي الله عنه Se Riwayat Hai Unho ne Bayan Kiya Ke Hazrat Umar رضي الله عنه Ne Jaabiya Ke Maqaam Par Hame Khutba Diya, Phir Farmaya :

🍀Hamare Darmiyan Huzoor Nabi E Akram صلى الله عليه وسلم Yoo’n Qiyam Farmatey They Jaise Mein Tumhare Darmiyan Khara Hoo’n Aur Aap صلى الله عليه وسلم Ne Farmaya :

🏵Mere Sahaba Ke Baare Mein Meri Hifaazat Karo (Ya’ni Un Ki Izzato Ehteraam Karo.) (Aur Un Logon Ki Izzato Ehteraam Karo) Jo In Ke Baad Aaney Waaley Hain. Phir (Un Logon Ki) Jo In Ke

▫Part 10 | ☪ Fazail E Sahaba ☪ رضي الله عنهم اجمعين

بسم الله الرحمن الرحيمالصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم

☪Sahaba Pe Tabbara Karne Waalo Par Lanaat

Hadees 05 :

🏵“Hazrat Abdullah Bin Umar رضي الله عنه Se Riwayat Hai Ke Rasoolullah صلى الله عليه وسلم Ne Farmaya :

🍀Jab Tum Un Logon Ko Dekho Jo Mere Sahaba Ko Bura Bhala Kehte Hain To Tum (Unhe) Kaho Tumhare Sharr (Buraayi) Par Allah Ta’ala Ki Laanat Ho.”

▫Part 11 | ☪ Fazail E Sahaba ☪ رضي الله عنهم اجمعين

بسم الله الرحمن الرحيمالصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم

☪Huzoor صلى الله عليه وسلم Ka Farmaan Sahaba E Kiraam رضي الله عنهم اجمعين Sitaro Ki Manind Hai Jiski Pairwi Karoge Hidayat Paa Jaoge

🍀 Hadees 06:

🏵Hazrat Umar ibn khattab رضي الله عنه se rivayat Hai Unhone Rasool ALLAH صلى الله عليه وسلم Ko Farmate Huwe Suna Nabi صلى الله عليه وسلم Ne Farmaya Maine Apne Rab Se Apne Sahaba Ke iktelaf k Muttalik Sawal Kiya Jo Mere Baad Hoga.

🍀ALLAH Ne Meri Taraf Wahi Farmayi AYE Muhammad صلى الله عليه وسلم Tumhare Sahaba Mere Nazdik aise hai jaise aasman k sitaro ki manind hai inme baaj baaj pe afzal hai lekin sabke sab Nooroni Hai.

🏵Aye Mehboob Agar Inme Baad me Iktelaf hojaye to jo inme se jiski pairvi kare wo hidayat paa jayga.

🍀Phir Nabi E Karim صلى الله عليه وسلم Ne Farmya Aye Logo jaan lo mere Sahaba Aasman me